Rohit Sharma - GK ki marathon
- NITI Aayog ka CEO – Amitabh Kant .
 |
GK's marathon |
- Kon se state ko organic farming karne wala first state announced kiya gya hai – Sikkim.
- Recently UPSC ka member bna a gai delhi k past police commissioner ka name kya hai – bhim singh bassi.
- Professer Amritysen kis subject k specialist hai – economist.
- Prime minester rahat kosh me anshdan pr income tax me kitni discount milti hai – 100 %.
- Navy k updated Chief kon hai – Sunil Lanba- From palwal(HR).
- 42th G-7 2016 summit kha hua hai – Shima kanko(Japan).
- Central building research institute kha hai – Rorki.
- Martime India Summit (MIS) 2016 kon se city me hua hai – Mumbai (Maharastra).
- Center AYUSH minister kon hai – Shripad Yasso Naik.
- Kon se State Government ne Hypatitis -C k patients ko free ilaaj dene k lia Hypatitis –C rahat kosh start kiya hai – Punjab government .
- Kissan call center ka number kya hai – 1551.
- Tapka sinchai (irrigation) ki starting sabse pehle kon se desh me hue – Israel.
- Volleyball kon se desh ka national game hai – Shri lanka.
- Recently Indian government ne food me kon se acid substance k use pr bann lgaya hai – Potasium bromated.
- World hypatitis day kab mnaya jata hai – 28 July.
- Hunnair (Mastership) vikas paihal (Himayat) kon se state ka karyakaram hai – J&K.
- Center Cabinet ne Punjab k kon se place pr AIMS ki sthapna ko permission di hai – bhatindha.
- Sawach bharat mission ki startimg kon se year hue thi – 2 oct 2014.
- Delhi me second phase ka odd-even formula kab tak chala – 15-30 April.
- Kailash Satyarthi ko Nobal prize 2014 kis andolan k lia mila tha – Bachpan Bachao Andolan.
- Right to Information (RTI)Suchna ka adhikar kon se year start hua tha – 2005.
- National Coordinator of Sardar Patel (Statue of Unity) from Haryana kon thai – O.P Dhankar(MLA.Badali)
- Film Line me diya janne wala Sarvoch Indian Puruskar kon sa hai – Dada Sahab Falke Puruskar.
- Chess world cup kitnai year k interval me hota hai – 2 years.
- Union Khail mantri kon hai – Vijay Goyal
- Arunachal Pradesh k CM k roop me kisne Shapath le hai – Pema Khandu(cong.)
- Black money pr gathit Special committee k chairman kon hai – Justice M.B.Shah.
- Recently Chandigarh ki kon se place ko UNESCO ne World Heritage me Shamil kiya hai – Capitol complex
- Professional Boxer Vijender Singh ne delhi me ayogit prtiyogyta me kon se khitab jeeta hai –WBO Asia Pacific.
- Uttar Pradesh congres party ka parmukh kisse select kiya gya hai – Raj Babbar.
- Recently National Green National road mission bharat k kis city me start kiya gya hai – New Delhi. 1 july 2016
- 31 July ko man ki bat me modi ne kis yojna ka ailan kiya tha - pertaik mahine ki 9 tarik ko free pregnancy check up kiya ja a ga.
- SAARC summit 3-4 Aug ko kon se desh me hoga – Islamanbad(PAK)
- Vodafone ne kis bank k sath mobile wallet service (M-Paisa) start ki hai – ICICI(International credit and Investment Corporation of India) Bank.
- Pakistan ki Capital Islamabad kab bani – 1960
- Beach Volleyball ko kab Olympic me shamil kiya gya – 1996
- Konica cup kon se khail se sambhadit hai – badminton
- BCCI chairman or TA army me commission laikr kisse niyukt kiya gya hai – Anurag thakur(MP,BJP,Hamirpur,(HP))
- Bharat k kis Zoo me penguin ko laya gya hai – Mumbai.
- Rail mantralya dwara swachta pr ke-a gye sarvaikshan k anusar kis rajya me sabse swach railway station hai - Gujarat .
- Setu Bhartam yojna ka arambh kab kiya gya - 4 march 2016
- Rajsthan me oil India LTD dwara Bikaner-naagor basin me kis nye oil shetra ki khoj ki gyi – Poonam.
- Mission Inderdhanush me nimn me se kon se bimari shamil nahi hai – poliyo.
- Patna high court k nye mukhya nyaydhish kon hai – Iqbal Ahmad Ansari.
- World prakartic sangrakshan day kab mnaya jata hai - 28 july
- CN domain kis desh k lia hai – China
- Agartala se delhi tak kon se train chali hai – Tripura-sundri express
- 31 july ko kis famous sahityakar ki 136th janam divas mnaya gya hai – munshi prem chand.
- Prime minister modi ne kis dodh ko hari jhandi di hai – Run for rio.
- Tobacco niyantran international summit 2016 ki maizbani kon sa desh kr rha hai – India.
- Updated Indian prime minister’s secretary kon hai - IAS Bhaskar Khoulbai.
- Total 192 villages in 10 states were electrified last week under the – Deen Dayal Upadhyay Gram Jyoti Yojna.
- Kaziranga national park has how much one-horned rhino – 2401.
- Kaziranga got the official status of national park by the central Government - In Feb 11,1974
- NADA k Director kon hai – Naveen Agarwal.
- GST bill ki full form kya hai – Goods and Services bill.
- “Christ the Redeemer” Statue kon se mountain pr stith hai or kis desh me hai – Corcovado mountain & Brazil (Reo).
- Nepaanagar kis industry k lia famous hai – Newspaper.
- Who Designed Rio Olympic’s logo – Frederico Gelli.
- Hal hi me kis rajya ko sarva-sreshta paryatna puraskar mila hai – MP
- Nehru parvata-Rohan sansthan kha sithit hai – markandey katju
- Surakshit matrtav abiyan har mahine ki kis tarikh ko mnaya jata hai - 9th Every month
- Operation Sankat mochan kis ne lead kiya tha – VK Singh (14 july 2016)
- Social activist and Bangali Writer Late shri Mahasweta devi ka janam kb hua – 1926
- What was Sri Lanka Known as earlier – Ceylon
- In which sri Lanka city would you find the temple of the tooth(Buddha’s) - Kandy
- Another Name of the P.T.USHA’s - Payyoli Express.
- Central Prataksh kar board k chairman ka karya-bhar kisne sambhala hai – Rani singh nayyar.
- New CM of Gujarat Government – Vijay Rupani.
- New PM of Nepal – Pushpa Kamal Dahal Prachanda ji.
- Full form of G.S.T - Goods Services Tax
No comments:
Post a Comment